1.NABI E KARIM(S.A.W) KE LIYE KIBLA TABDIL HOWA :
HUM DEKH RAHE HAI BAR BAR TUMHARA ASMAN MEH MOOH KARNA TOH ZAROOR HUM PHER DENGE US QIBLA KI TARAF JIS MEH TUMHARI KHUSHI HAI (QURAN PARAH NO-2SURAH AL BAKRAH AYAT NO-144)
2.NABI E KARIM KA NEMAT ATA FARMAN
AUR AY MAHBOOB YAD KARO JAB TUM FARMATE TEH US SE JISSE ALLAH NEH OR TUMNE NEMAT DI HAI (QURAN PARAH-37 ayat-37)
3. ALLAH PAK APNE MUNTABAK BANDO KO ILM E GAIB ATA FARMATA:
AUR ALLAH KI YE SHAN NAHI KI AY AAM LOGO HUM TUMHE ILM E GAIB DEH ALLAH CHUN LETA HAI APNE RASOOLO MEH JISSE CHAHE (QURAN PARAH-3 ayat-179)
4.PASAN DIDA RASOOL KO ILM E GAIB
GAIB KA JANNE WALA APNE GAIB PER MUSALLAT NAHI KARTA SIWA APNE PASAN DIDA RASOOL KE (QURAN PARAH-72 AYAT-26)
5. NABI S.A.W GAIB BATANEH MEH BAKHIL NAHI KARTA
AUR YE NABI GAIB BATANE MEH BAKHIL NAHI KARTA HAI (QURAN PARAH-84 AYAT-2)
No comments:
Post a Comment