Saturday, 13 June 2015

DALEEL 2

SALAM
KYA NABI S.A.W PER SALAM PADHNA JAYAZ HAI ?HAA BE SHAK JAYAZ HAI. LEKIN AAJ KUCH LOG NABI S.A.W PER SALAM NAHI PADHTE WAJAH PEHLI TOH KEHTE NABI S.A.W ZINDA NAHI HAI QURAN KI IS AYAT SEH "ay nabi tum kehdo ki mai bhi manoonga or tum bhi maronge" (PARAH-39 AYAT-30) TOH IS AYAT SEH WOH YEH KEHTE HAI NABI S.A.W MAR GAYE OR DUSRI YEH HAI KI YEH KEHTE HAI KYA NABI S.A.W NEH KAHA TIRCHA HO KAR MUJH PER YA NABI SALAM PADHNA TOH YEH BAAT SEH BHI yeh salam Nhi PADHTE HAI OR TISRI BAAT YEH HAI KI NABI S.A.MAWJOOD NAHI HAI TOH IS LIYE SALAM NAHI PADHTE HAI  NABI S.A.W MADINE MEH HAI WHA PADHENGE
MAI AB PURI DALEEL DETA HU KI
Quran e karim ki joh yeh ayat hai woh ayat e mutashahbiyat hai yeh ki nabi s.a.w kabhi jhoot nahi bole or allah neh toh  farmaya nabi s.a.w sab seh sacha hai toh nabi ki yeh hadith hai ki "koi aysa nahi hai joh mujhe salam kare or allah taala meri rooh ko wapas lawta deta hai ta ke us ke salam ka jawab doo" (TIRMIZI , J2, S108) toh yaha jab hum nabi s.a.w per salam padhte hai toh allah azjawajal nabi s.aw ki rooh lawta deta hai or nabi salam ka jawab dete hai toh is baat ek baar "YA NABI SALAM ALAIKA" "ASSALATO WASSALAMU ALAIKA YA HABIBALLA" or nabi s.a.w kehte hai mar gaye mar gaye toh suno allah taala Quran e karim meh farmate hai ki "or joh rah e khuda meh mare unhe tum murda mat kaho balki woh zinda hai or tumhe khabar nahi" (parah-2, ayat-154) toh yaha allah azjawajal neh farmaya hai ki joh rah e khuda meh mare tum unhain murda na kaho balki woh zinda hai nabi s.a.w toh nabi hai, rasool hai , har rasool seh bare hai, har nabiyo seh bare hai,allah ke habib hai mahboob hai toh woh zinda kayse nahi hai joh yeh kahe nabi s.a.w margaye us neh Quran e karim ki or allah taala ki baato ka manna howa joh allah ki baat na manne woh kafir or yaha allah azjawajal nabi s.a.w ko kehrahe kya "Ay mahboob woh khak joh apne pheki keh dijiye ke ap neh nahi balke allah neh pheki" (parah-8, ayat-17) toh itna mohabbat karta hai hum kyu nahi phir bhi pait nahi bharta hai toh hum mohabbat meh padhte joh tumhe padhna hai roh padho nhi padhna toh mat padho

No comments:

Post a Comment