SALAM
KYA NABI S.A.W PER SALAM PADHNA JAYAZ HAI ?HAA BE SHAK JAYAZ HAI. LEKIN AAJ KUCH LOG NABI S.A.W PER SALAM NAHI PADHTE WAJAH PEHLI TOH KEHTE NABI S.A.W ZINDA NAHI HAI QURAN KI IS AYAT SEH "ay nabi tum kehdo ki mai bhi manoonga or tum bhi maronge" (PARAH-39 AYAT-30) TOH IS AYAT SEH WOH YEH KEHTE HAI NABI S.A.W MAR GAYE OR DUSRI YEH HAI KI YEH KEHTE HAI KYA NABI S.A.W NEH KAHA TIRCHA HO KAR MUJH PER YA NABI SALAM PADHNA TOH YEH BAAT SEH BHI yeh salam Nhi PADHTE HAI OR TISRI BAAT YEH HAI KI NABI S.A.MAWJOOD NAHI HAI TOH IS LIYE SALAM NAHI PADHTE HAI NABI S.A.W MADINE MEH HAI WHA PADHENGE
MAI AB PURI DALEEL DETA HU KI
Quran e karim ki joh yeh ayat hai woh ayat e mutashahbiyat hai yeh ki nabi s.a.w kabhi jhoot nahi bole or allah neh toh farmaya nabi s.a.w sab seh sacha hai toh nabi ki yeh hadith hai ki "koi aysa nahi hai joh mujhe salam kare or allah taala meri rooh ko wapas lawta deta hai ta ke us ke salam ka jawab doo" (TIRMIZI , J2, S108) toh yaha jab hum nabi s.a.w per salam padhte hai toh allah azjawajal nabi s.aw ki rooh lawta deta hai or nabi salam ka jawab dete hai toh is baat ek baar "YA NABI SALAM ALAIKA" "ASSALATO WASSALAMU ALAIKA YA HABIBALLA" or nabi s.a.w kehte hai mar gaye mar gaye toh suno allah taala Quran e karim meh farmate hai ki "or joh rah e khuda meh mare unhe tum murda mat kaho balki woh zinda hai or tumhe khabar nahi" (parah-2, ayat-154) toh yaha allah azjawajal neh farmaya hai ki joh rah e khuda meh mare tum unhain murda na kaho balki woh zinda hai nabi s.a.w toh nabi hai, rasool hai , har rasool seh bare hai, har nabiyo seh bare hai,allah ke habib hai mahboob hai toh woh zinda kayse nahi hai joh yeh kahe nabi s.a.w margaye us neh Quran e karim ki or allah taala ki baato ka manna howa joh allah ki baat na manne woh kafir or yaha allah azjawajal nabi s.a.w ko kehrahe kya "Ay mahboob woh khak joh apne pheki keh dijiye ke ap neh nahi balke allah neh pheki" (parah-8, ayat-17) toh itna mohabbat karta hai hum kyu nahi phir bhi pait nahi bharta hai toh hum mohabbat meh padhte joh tumhe padhna hai roh padho nhi padhna toh mat padho
Saturday, 13 June 2015
DALEEL 2
BOOK OF A.C.W ONE
A.C.W ONE
CHAPTER-1 (LESSON-1/SEC-A) •NABI SEH MOHABBAT (L-1/S-A)
(Quran parah-108 , ayat-1) "Ay mahboob be shak hum neh tum be shumar khubiya ata farmai hai" ap is ayat yeh toh samaj gaye honge ki allah azjawajal apne mahboob ko be shumar kubiyo seh nawaaza hai . To nabi s.a.w ko allah azjawajal neh tamaam aalam ke liye rahmat banakar bheja hai or nabi ki har waqt paaki bolo or nabi s.a.w ka zikr ko buland karo (Quran parah-94 , ayat-4) "aur hum neh tumhare tumhara zikr buland kardiya" toh nabi s.a.w ka zikr buland karo or yaha taq ki allah azjawajal nabi ke liye nabi zikr buland kardiya hai to hum toh unhi ke bande kyu na nabi ka zikr buland ho. (Quran parah-94 , ayat-1) "kya hum neh tumhare liye seena kushada na kiya" yaha allah azjawajal nabi s.a.w ki "seena mubarrak" ki tareef kar rahe hai nalat hai hum per hum kuch gumraho ke chakkar meh nabi s.a.w ki tareef karna hi bhul jate hai or yaha mera rab yaha nabi s.a.w ki tareef kar rahe hai hum kayse bande hai khuda ke jiski tareef khud khuda kar raha hai us ki tareef hum nahi kar rahe hai. Toh bayhal nabi s.a.w seh itni mohabbat kare ki apne ap ko hi bhul jaye or nabi ki hadith hai ki "tum meh us waqt tak koi bhi mumin nahi bansakta jab taq woh apne maa, baap, awlad or biwi seh ziyada mujhseh mohabbat na karle.
A.C.W
A.C.W
WORLD ONE SAHIL AKHTAR
CHAPTER-3 SEC-A/D LESSONS
CONTENTS C-3
•EID MILAD UN NABI (L1/SA)
• HADITH SHARIF (L2/SB)
•SALAAM (L3/SC)
• SAYAD ABDUL QADIR JILANI (R.A) (L4/SD)
01. EID MILAD UN NABI
LESSON-1 SEC-A C-3
"AY HABIB TUM FARMAO YEH ALLAH HI FAZL OR US KI RAHMAT HAI OR ISI PER CHAHE KHUSHI KARE WOH UN KI SAB DHAN O DAWLAT SEH BAHTAR HAI" (QURAN PARAH-10, AYAT-58)
"Aur apne rab ki nemat ka khub charcha karo" (Quran parah-98, ayat-11)
MUBARAK RATEN PAGE 13 "Hazrat abdullah ibne abbas razi allahu taala anhu neh farmaya nabi s.a.w ki wiladat ba saadat allamul fail meh baroz peer 12 rabbi ul awwal ko huwi"
Eid milad un nabi is liye banaya jata hai ki isi din nabi s.a.w ki wiladat huwi or is baat meh ittilaf hai nabi s.a.w ki wiladat 9/12 rabbi ul awwal ko huwi or nabi s.a.w ki visal meh bhi ittilaf 12/17 hai.
"ay habib e khuda aamad e mujtaba s.a.w"
02. HADITH SHARIF
LESSON-2 SEC-B C-3
BUKHARI SHARIF , J1 , KITAB US SALAT, SAFA 59, H404.
Imam bukhari sanat bayan karte hai ki "Abu hurayra razi allahu taala anhu farmate aap s.a.w namaaz padha rahe teh or nabi ka rukh kible ki taraf hai or kuch sahaba idhar udhar dekh rahe hai nbi neh namaaz khatam ki kitab karte hai sahabi seh ki tum semajte ho ki mera chahra kible ki taraf hai kya mai tumhare halat seh be khabar nahi Allah ki Qasam mai tumhari ruku ko bhi dekh ta hu or khushu ko bhi dekhta hu qasam allah ki jayse meh samneh dekhta hu wayse mai apne pith ke piche dekhtahu.
Is hadith seh kaya sabit horaha hai hai s.a.w jante hai kya ruku ko bhi khushu ko bhi khushu yani dil meh kaya chal raha hai mere nabi ko qasam khane ki zarurat thi lekin nabi s.a.w ko malum tha kuch khabees meri is baat meh bhi shak karenge toh nabi kaha "WALLAHI" Allah ki Qasam mai tum hare ruku ko bhi dekbta hu or khushu ko bhi dekhta hu aur Qasam allah ki jayse mai apne samneh dekhta hu wayse hi mai apne pith ke piche dekhta hu.
Hadith shareef
Note: is hadith ko koi jhutla nahi sakta kyu ki yeh bukhari shareef ki hadith hai bukhari sahi hadith hai
03.SALAAM
LESSON-3 SEC-C C-3
KYA NABI S.A.W PER SALAM PADHNA JAYAZ HAI ?HAA BE SHAK JAYAZ HAI. LEKIN AAJ KUCH LOG NABI S.A.W PER SALAM NAHI PADHTE WAJAH PEHLI TOH KEHTE NABI S.A.W ZINDA NAHI HAI QURAN KI IS AYAT SEH "ay nabi tum kehdo ki mai bhi manoonga or tum bhi maronge" (PARAH-39 AYAT-30) TOH IS AYAT SEH WOH YEH KEHTE HAI NABI S.A.W MAR GAYE OR DUSRI YEH HAI KI YEH KEHTE HAI KYA NABI S.A.W NEH KAHA TIRCHA HO KAR MUJH PER YA NABI SALAM PADHNA TOH YEH BAAT SEH BHI yeh salam Nhi PADHTE HAI OR TISRI BAAT YEH HAI KI NABI S.A.MAWJOOD NAHI HAI TOH IS LIYE SALAM NAHI PADHTE HAI NABI S.A.W MADINE MEH HAI WHA PADHENGE
MAI AB PURI DALEEL DETA HU KI
Quran e karim ki joh yeh ayat hai woh ayat e mutashahbiyat hai yeh ki nabi s.a.w kabhi jhoot nahi bole or allah neh toh farmaya nabi s.a.w sab seh sacha hai toh nabi ki yeh hadith hai ki "koi aysa nahi hai joh mujhe salam kare or allah taala meri rooh ko wapas lawta deta hai ta ke us ke salam ka jawab doo" (TIRMIZI , J2, S108) toh yaha jab hum nabi s.a.w per salam padhte hai toh allah azjawajal nabi s.aw ki rooh lawta deta hai or nabi salam ka jawab dete hai toh is baat ek baar "YA NABI SALAM ALAIKA" "ASSALATO WASSALAMU ALAIKA YA HABIBALLA" or nabi s.a.w kehte hai mar gaye mar gaye toh suno allah taala Quran e karim meh farmate hai ki "or joh rah e khuda meh mare unhe tum murda mat kaho balki woh zinda hai or tumhe khabar nahi" (parah-2, ayat-154) toh yaha allah azjawajal neh farmaya hai ki joh rah e khuda meh mare tum unhain murda na kaho balki woh zinda hai nabi s.a.w toh nabi hai, rasool hai , har rasool seh bare hai, har nabiyo seh bare hai,allah ke habib hai mahboob hai toh woh zinda kayse nahi hai joh yeh kahe nabi s.a.w margaye us neh Quran e karim ki or allah taala ki baato ka manna howa joh allah ki baat na manne woh kafir or yaha allah azjawajal nabi s.a.w ko kehrahe kya "Ay mahboob woh khak joh apne pheki keh dijiye ke ap neh nahi balke allah neh pheki" (parah-8, ayat-17) toh itna mohabbat karta hai hum kyu nahi phir bhi pait nahi bharta hai toh hum mohabbat meh padhte joh tumhe padhna hai roh padho nhi padhna toh mat padho
04.SAYAD ABDUL QADIR JILANI(R.A)
LESSON-4 SEC-D C-3
"GAWS AZAM RAZI ALLAHU TALA ANHU" WA RAHMATULLA ALEH
AAP MADAR ZAAT WALIY HAI madar zaat waliy yani toh paydayishi waliy hai or aap 18parah Quran hifz kar ke aye or ap ko hifz e Quran 18parah tak isliye thi ap ki waledah ko 18parah Quran hifz tha. Kisi neh baar ap seh pucha ki ap allah azjawajal ke waliy hai yeh baat apko kab pata chala toh ap neh farmaya jab mai bachpan meh madasa jaya karta toh kuch fariste ate or mujhe madarsa chorne jate or jab mai madarsa pohochta toh fariste kehte hat jao allah ka waliy aa raha hai .
Aap neh 18 saal ki umer meh waledah ko kehte hai ki mujhe ilm ke liye bagdad jana hai ap ki maa neh kaha thik hai or kuch dinaare haat ke asteen meh sil di or ek baat keh ti hai ki kabhi jhoot mat bolna aap farmate hai haa. Toh jab aap ka kafila kisi jungle seh guzra toh waha kuch daaku teh or aap ke kafile meh hamla kardeta hai or sab seh maal chori karta hai or kisi seh pucha jata toh kehta nahi hai lekin jab "Gaws azam" aap ke paas aya toh neh farmaya ki mere pass kuch dinar hai toh daaku ko wiahwaas nahi hota or woh aap ko apne sardar ke paas lekar jata hai or sardar kehta hai ki tu hum seh mazak kar raha hai aap neh kaha nahi mere paas hai woh blota hai ki kaha hai aap nikal dete hai toh woh kehta hai sab yaha chuparahe teh aap ne kyu nahi chupayi ulta mujhe dediya toh aap farmate hai maine is liye diya kyu ki mai jab ghar seh aa raha tha toh meri maa neh mujh kaha ki kabhi jhoot mat bolna. Toh daaku kehta hai ki wah tu apne maa kaha nibha raha hai or hum khuda ka kaha nahi maan rahe aaj hum tere haat seh hi bayt karenge. Toh us waqt "Gaws azam" seh sab daaku bayt lete hai.
" JANNAT SEH OR TUJH SEH KYA MATLAB WAHABI DUR HO HUM H RASOOL ALLAH KI JANNAT RASOOL ALLAH KI"
Thursday, 4 June 2015
FIRKE
AAJ KE FIRKE
aj ke dawr meh bohot firke humesha ek swal ata hai man meh ke ya firka kuch aur kehraha hai ya jamaat kuch aur keh rahi hai toh sahi hai kawn : kawn si jamaat kawn sah firka
Toh aapko har firke ja ja kar dekh neh ki zarurat nahi bas apko aqida dekhna hai toh aj hum chalte hai firka hai kya kaun sah firka sahi hai
Toh aysi hi 1 jamaat hai dawa karti hai hum "AHLEH HADITH" ya "SALAFI AHLEH HADITH" hai toh ayiye pehle is jamnat ki taraf jate hai
AQIDA-E-AHLEH HADITH
Yeh "AHLEH HADITH" ya "SALAFI AHLEH HADITH" ka matlab yeh batate hai ki Quran o sunnat ko manne wala
•inke liya shirk kya hai or haram
Mazar peh jana (shirk)
Mazar banana (shirk)
Chum na (shirk)
Ya rasool allah kehna (shirk)
Gaws e azam kehna (shirk)
Taqleed karna (shirk) or (haram)
Salam padhna (shirk)
Nabi ko zinda manna (gumrahi)
Nabi ke paas ilm e gaib ki khabar (shirk)
Shawai khana (biddat)
Niyaaz fateha karna (shirk) or (biddat)
Toh yeh unke age shirk hai biddat hai haram hai gumrahi hai
Sahi/galat
SALAW JAWAB
Ques. Nabi s.a.w zinda hai yeh kehna shirk hai or gumrahi hai ?
Ans. Nabi s.a.w zinda hai yeh aqida rakhna shirk ya gumrahi nhi ulta joh yeh aqida rakhe ke nabi s.a.w zinda nahi woh khud gumrahi meh hai
Daleel. Surah ao bakrah meh allah tala farmate hai ki "joh meri rah peh shahid hogaye hai tum unhe marah mat kaho unhe risk dene wala mai hu"
IMPORTANT NOTE
APKO AGAR AHLEH HADITH KEH BARE MEH JANNA HAI TOH (AHLEH HADITH KE GOD DEVTA) MEH JA KAR PADHE YE APKO IS WEBSITE MEH MILENGA
WWW.SUNNITIGERAQEEDACAMP.BLOSPOT.IN
WWW.ABUAZAMHANIFA.BLOGSPOT.IN meh milenga aur jawab mai dusri baar dunga